Registered NGO — Delhi, India

Ek Behtar Kal Ke Liye,
Aaj Saath Chalein

Parivaar ki aarthik tangi ke kaaran jo gareeb ladkiyaan padhai, computer course ya kisi aur training nahi kar pa rahi hain, unki NGO har tarah se madad karti hai — jaise unhe computer course karwana, padhana, aur agar woh beemar ho jaayein to unka ilaaj karwana.

Besahara aur majboor vidhwa mahilaon ki bhi har sambhav madad ki jaati hai taaki woh apne jeevan mein aage badh sakein. Saath hi, jo buzurg log ghar se pareshan hain ya jinko ghar se nikaal diya gaya hai, unki seva aur sahayata bhi NGO karti hai.

Ye sab Khilta Kamal NGO ke kaam hain. Jo log is nek kaam mein yogdaan dena chahte hain, woh NGO join kar sakte hain ya scanner ke through aarthik sahayata bhi kar sakte hain.


Hamare Log
Wo Log Jo Is Mission Ka Hissa Hain

Hamare members hi hamare sabse badi strength hain. Har member apna waqt, mehnat aur dil laata hai — bina kisi expectation ke.

Mr. Inderjeet Sharma

Mr. Inderjeet Sharma

Chief Patrons
Mr. Sanjay Sharma

Mr. Sanjay Sharma

Chief Patrons
Mr. Rajinder Verma

Mr. Rajinder Verma

Chief Patrons
Mrs. Manju Sanjay Sharma

Mrs. Manju Sanjay Sharma

Chief Patrons
Mr. Vidhya Sagar Sharma

Mr. Vidhya Sagar Sharma

Chief Patrons
Mr. Mayank Sharma

Mr. Mayank Sharma

Chief Patrons
Mr. Mohan Lal Gaur

Mr. Mohan Lal Gaur

Patrons
Mr. Anil Verma

Mr. Anil Verma

Patrons
Mr. Pawan Saini

Mr. Pawan Saini

Patrons
Mr. Hari Kishan Saini

Mr. Hari Kishan Saini

Patrons
Mr. Vijay Gupta

Mr. Vijay Gupta

Patrons
Mr. Harish Sisodhiya

Mr. Harish Sisodhiya

Patrons
Mr. Mukesh Goel

Mr. Mukesh Goel

Patrons
Mr. Raj Kumar Pawar

Mr. Raj Kumar Pawar

Patrons
Legal Advisors
Mr.Shubham Jain

Mr.Shubham Jain

Charted Accountant
Advocate Miss Akshita Sharma

Advocate Miss Akshita Sharma

Lagal Advisor